Main Menu
Add more content here...

Urdu Quotes

“Find the eloquence and wisdom of Urdu culture with Infotragen’s collection of ‘Urdu Quotes’. Immerse yourself in the richness of the Urdu language as we curate a variety of emotional, inspirational and poetic quotes about sex. ‘If you’re looking for inspiration or just enjoy the drama of words, our Urdu Quotes section, language “It is a resource worth treasures, waiting to resonate with your soul. We celebrate the power of language and the cultural fabric woven by Infotragen’s Urdu language.”

Khuda ki Marfat Hasil karo usay achi tarah Pehchano

15 Best Hakeem Luqman Quotes in Urdu | Luqman Hakeem quotes

Here you can find the Luqman Hakeem Quotes in Urdu with the best design and background. “Khuda ki marfat hasil karo aur usay achi tarah pehchano” “Moka se bolo aur munasib guftugu k liye lb kushai karo” “Apna raz kisi pr ayan mt karo” hr qism aur aur hr tabqa k logo ko pehchano aur un k sath munasib brtao karo “”dosto ko museebat k waqat azmao” “dosto ka imtehan faeda aur nuqsan dono halto me karo” “hr shakhas k hq ko pehchano” “na fehm aurto p bharosa mt karo” “aurto aur bacho se raz ki bat mt karo aur kisi ki cheez me tama aur lalach na karo” “jo na jante ho us me rahbri ki koshish mt karo” “apne kamo ko soch samj k karo” “apne bacho ko teer andazi aur sawari ki mashaq krao” “rat me ahsta ahsta baten karo ta k tumhara koi dushman tumhari bat sun kr tumhe nuqsan na pohncha sake” “apni aulad ko ilm o adab sikhao” “hr shakhas ki munasbat se uska kam aur khidmat karo.”

andhi mohabbat ho ya andha aitmad, dono insan ko gehri khai me gira dete hein

Top 5 Best Social Urdu Quotes | Sunehray Alfaz

here yo can find social urdu quotes and motivational urdu quotes, “andhi mohabbat ho ya andha aitmad, dono insan ko gehri khai me gira dete hein” “hajoom k sath galt rah pr chalne se behtr he k ap tanha rahe hidayat pr chalen” “do hi cheeze aesi hein jis me kisi ka kuc nahi jata, ik muskrahit aur dusri dua hmesha bantate rahen” “brdasht k kano se suno, rehm ki ankh se dekho, muabbat ki zuban se bat karo”